Question: Aasalam alykum, ,
\"kya hukum lagega ulema e ahle sunnat par, jo ILM E GHAIB E MUSTAFA(SAW par munazara ka challenge karke piche hath jate hain, jab ghair muqallid hazrat iss challenge ku qubool karte hain\"
question in detail:
hydrabaad deccan ke gulbarga shareef city main, gair muqallid hazrat ke taraf se ekk ladka aya tha, aur uss ne ahle sunnat ke ulema jinka naam moulana bahauddin hai, unn see ilm e ghaib par munazara ki baat ki, tu moulana bahauddin ne kaha ke tumare ulema ku bulaa ke lao, unn se hi baat hogi, aur ekk paper par likh kar bheja ke ulema e ahle sunnat ILM E GHAIB E MUSTAFA(SAW par munazara karne ke liye tayyar hain, tu ghair muqqalid hazrat ne challenge qubool karliya, aur wo moulana bahuddin sahab ke bheje hve paper par apna jawab likh kar bheje, jab gair muqqalid hazrat challenge qubool kare, tu moulana bahuddin ne kaha ke aapne jamat ke paper par likh kar lao, tu ghair muqqalid ke taraf se jawab aya ke pahale aap ne challenge kiya tha, tu jamat ka paper bhi aap hi denge, iss par moulana bahuddin ne kaha ke nahi, pahale aap dio, tu iss par gair muqallid ke taraf se jawab aya ke dono ekk saath baithinge aur aamne saamne baith kar jamat ke paper exchange karinge, iss par bhi moulana bahauddin nahi maane,
hazrat audio ke saath saath, agar paper main bhi iss ka jawab milta tu bahut accha hota, kya moulana bahuddin par shariyat ki girafth hogi, ya yeh amal ekk type ki gustakhi hai. abb kya moulana bahuddin par tauba farz hogai, aur kya moulana bahauddin misbhai ke peeche namaz hogi,
jawab ke intezaar main hoon, hazrat badi mehrbani hogi jaldi jawab milne par