Question: Asalam u alaikum wa rahmatullahi wa barkatuhu. Mufti sahib mene apka jawab suna ap ne ye to wazih kar diya k kisi wali k hath per bayat karna bilkul jaiz hai. Magr ap ne irshad farmaya k us ka sunni hona buht zaroori hai, wahabi ya deobani na ho to ye bat kisi ko kahi jati hai to jawab me kehte hain k ap muslamano ko firqa me taqseem kar rahe hain koi sunni , shia , wahabi nahen hain hum sab sirf aur sirf musalman hain hamara aqeeda ye hai k allah taala aik hai aur hazrat muhammad sallalah u alaih wasallm allah k nabi hain. To ab pochna ye hai k hum un ko tassalli bakhs jawab kaise den ? Wo to really thek keh rahe hain k masalmano me firqa nahen hona chahye.