Question: Assalam-o-Alaikum.... Guzarish yeh hai k mein aik disable person hun... meri aik tang nai hai....mein artificial leg use karta hun.. - paseene ki waja artificial leg k undroni hessay mien thodi keechar ho jaati hai aur smell b aati hai.... taham yeh smell sirf us waqt aati hai jab mein tang utarta hun.... warna nai aati...
mere cousin kehte hain k tmhain artificial leg k saath namaz nai parni chahye Q k is ki paaki mashkook hai... is k elawa b woh keh te hain k agar us pe berooni nijasat (unrine drops or precum etc, although alhamdullilah i dont have such issues lag jaye to tmhain to pata nai chalega.... yeh b wazeh rahe k tang ko dhoya b nai jaa sakta....
sawal yeh hai k........
. kia namaz k liye tang utaarna zaroori hai??? utaarna zaroori hone ki soorat mein agar her jaga aisa karna mumkin na ho to???
2. tilawat-e-Quran k liye kia humkum hoga??
3. zikar-o-azkar etc k liye kia hukum hoga?? Q k mein to baghair iraade k b Allah-o-Akar... Alhamdulliah.... subhan Allah... aur deegar Asma-e-husna o deegar tasbeehat parta rehta hun,,,,,