Question: Assalam o Alaikum WWB,
aik aisa shaaks jo namaz , roza , zakaat ko nahi maanta ,marnay k baad saza o jaza ko nahi maanta ho ,, sood ko jaiz kehta ho sood ka lain dain karta ho ghair sharai ghair islami zindagi guzaarta ho aur guzaar raha ho.
. kia aisay shaks se aik deen daar musalman aurat ka nikkah karna jaiz hai ?
2. Agar nikkah kar diya jai tu iss nikkah ki sharai hasiyat kia hogi ? shariyat ka kia hukum hai ?
meharbani farma k tafseelan jawab irsaal karye shariyat o deen islam ki roshni mai .