Question: Assalom-o-alaikum
ek nikah ka masla hai
Ladki ki nikah karne ki do shartein thi
ek ye ki sasural wale ahl-e-sunnat wal jamat ke ho
doosri ye ki pathan ho
par sarural walo ne dono batein chupayi
wo wahabi the, or logo ka kahna hai pathan nahi the gurande the
ladki ko shadi k kuch din baad, sasural walo k wahabi hone ki baat pata chali to shohar pe naraz hui, ki chupaya kyun
shohar ne tasleem kiya ki haa usne chupakar nikah kiya,
shohar ki maa ne ikraar kiya ki haan wo wahabi hain
is par laki k maike walon ne jabardasti shohar se talaak lee
ab shohar sunni sahiul akeeda hokar biwi k sath alag rahne ko taiyaar he
to kya TAJDEED-E-NIKAH HE or kitne mahino k andar ho jana chahiye.
kyunki nikah ki shart par amal nahi hua to nikah hua ya nahi
or nikah nahi to kya tallaak ho gaya.
JALD HI IS MASLE PAR RUJU KARE