Question: Category of question is Nikah:::
Asslam-o-Alaikum...
Allah taala app kee tofeeqat -e khair main azzafa fermai\'\'
Maiara sawal yeh hai k Kia Aisa mard jis nain kisi larki (Baakrah/Kunwari say zunna kia ho baad main us k sath Nikah(Shadi kr sukta hai k nheen?
Aggar haan tow kin shrait pur nikah kr skta hai kion k mujhay ake dost nain bttaya hai k Jub kisi k sath zunna krtay hain to wo aurat us mard par haraam ho jaati hai jub tuk wo kisi aur say shadi naan kray aur us say taalaq lay k iddah naan guzaar lay aur wo kehta hai k Surrah noor main shaid is ka zikkar hai.
Aggar Nikah nheen kr sukta to us kee kia wujjah hai?
Aggar mumkin ho sukkay to donoon conditions main ahadees aur quran ka hawala bhee thay dain.
Allah hafiz