Question: Kisi shakhs ne Qasam khai keh Inn dinon mein agar merey bachey beemar huey tou main Noukri (Job Chor kar aa jaun ga aur Inn dinon se murad zehan ein woh maheena rakha jou chal raha tha... Waqai us maah mein aik bacha thora sa Aleel ho jata hai... Magar Ghar ke halat ki wajah se woh shakhs noukri nahin chor sakta aur guman ghalib hai keh noukri chor kar bivi bachon ke haqooq pury nahin kar sakey ga. Tou kya aisi qasam ka Kuffara de sakta hai ??? Agar de sakta hai to Kuffara kya hai ?? Aur kis ko dia ja sakta hai ?