Question: meri shadi ko abhi 2 mahinay hi huey hain. meri wife mjh sa har ghalat baat ka mutalba karti ha. yani tv laga dun film dekhnay aur gana sunnay k liey. bahar baghair burkay k nikalna chahti ha. aur kapray bhi aisay pehanti ha k jism ki banawat nazar aati ha. namaz nahi parhna chahti balkay hambistari k bad ghusl bhi nahi karna chahti ha. ma apnay parents k sath rahta hun . ab us na aik naey farmaish ki ha k usay alag ghar ma la chalun kio k meri walida usay pak saf rahnay ko bolti hain. aur wo aisa nahi karna chahti ha. ma apnay parents k sath hi rahna chahta hun. mjh samajh nahi araha k is situation ma mjhy kia karna chaheay kio k meri wife kisi surat buray kam chornay ko tayyar nahi ha. tv to usay zarur chaheay aur us pa wo sirf film dekhna aur ganay sunna nahi balkay aur doosri ghalat cheezain bhi dekhna chahti ha. baray e meharbani meri rehnumai farmaen.