Question: ramazan main , azaan e fajar TV pay shuru hui aur mohallay main bhi aur aik sahab paani pi rahay thay aur azaan taqreebun aadhi ho chuki thi to kia unka roza sahi hua ya nhn ?
Kiyunkay main ne jo parha hai wo ye hai k roza bund kurnay ki shart raat ki black dhaari safaid dhaari se alag hona hai !
aap kia kahtay hain ??