Question: Salam o alaikum rahmatullahi wabarkatahu mufti saaab main yeh sawal dubai se kar raha hu, yaha par asar ki namaz har jaga par shafai waqt ke mutabiq hoti hai aur jaha hanafi imam hai waha par bhi shafai waqt main namaz hoti hai
ab sawal yeh hai ke kya yeh jamat hone ke bad hum kuch log milkar usi masjid main jamat kar saktain hai
gov qanoon ke alawa shariyat kya kahti hai.
bayan kare sawab kamai
salam o alaikum wa rahmatullahi wabarkatahu