Question: salam walekum,
jaisa ki aapne pehle jawab mein kaha hai ki hum aam aadmi ko hadish padkar aamal nahin karna chhaiye, lekin agar humein islaam k bare mein jaanna ho ki sahi kya hai galt kya hai ? mein abhi noida me rahta hon jahan hon wahan muslim abadi bahut kam hai.jo sabse paas masjid hai uski doori 3 km hai. aaise me aas paas ke jo parhejgar hai unse hai islam k bare me sunne ko milta hai lekin un me v na ittefaki hai kuch kehte hai yeh sahi hai kuch kehte hai nahi ye galat hai.
aaise me mujhe agar islam k bare me kuch malumaat karni hai, ya sahi rasta kaise pata chalega, koi kitab bata de jisko padh kar mujhe itna ilm ho jaye ki kya sahi hai aur kya galat....!
BAS MEIN ITNA CHAHTA HON KI JO ALLAH NE HUMEIN KAHA HAI HUM WAHI KARE PAR KAISE AAP BATEIN.....? har baar mein aapse sawal to nahin kar sakta.